Tuesday, April 16, 2013

Is This Love Or Is It Punishment ...



pyaar hai ya saza ai mere dil bataa 
Is this love or punishment, tell me my heart

toot ta kyon nahi dard ka silsila 
Why doesn't break this chain of pain

iss pyar mein ho kaise kaise imtehaan 
In love why are there such tests

yeh pyaar likhe kaisi kaisi daastan 
What stories does love write

ya rabba 
O my lord

dede koi jaan bhi agar 
Even if someone gives their life

dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar 
Let no effect there be on the one I love


ya rabba dede koi jaan bhi agar dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar pyaar hai ya saza ai mere dil bataa toot ta kyon nahi dard ka silsila kaisa hai safar wafa ki manzil ka 
How is this journey of faith

na hai koi hal dilon ki mushkil ka 
There is no solution to the problem of the hearts

dhadkan dhadkan bikhri ranjishen 
Heartbeat is steadfast

saanse saanse tooti bandishen 
Breathing is broken, uneasy

kahi to har lamha honton par faryaad hai 
Always on my lips there is a problem

kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai 
Someone's (my) life is ruined in love


ya rabba dede koi jaan bhi agar dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar ya rabba dede koi jaan bhi agar dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar koi na sune sisakti aahon ko 
No one listens to my cries

koi na thaame tarapti baahon ko 
No one to hold my arms

aadhi aadhi poori khwaahishein 
Half fulfilled are my wishes

tooti footi sab farmaahishein 
All broken are my dreams

kahi shak hai kahi nafrat ke deewar hain 
If not mistrust then there are walls of hatred

kahi jeet mein bhi shaamil pal pal haar hai 
Even in victory there is the feeling of loss


ya rabba dede koi jaan bhi agar dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar ya rabba dede koi jaan bhi agar dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar pyaar hai ya saza ai mere dil bataa toot ta kyon nahi dard ka silsila na poochon dard bando se 
Do not ask to a person with pain

hasee kaisi khushi kaisi 
what is smile and what is happiness

museebat sar pe rehti hai 
Always a cloud over my head

kabhi kaisi kabhi kaisi 
Sometimes this, sometimes that

o rabba, rabba 
O lord

Kailash Kher

No comments: